Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBabul (1950)
HomeBabul (1950)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chhod baabul ka ghar mohe pee ke nagar aaj jaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada sang sakhiyon ke bachpan bitati thi main byah gudiyon ka hans hans rachaati thi main sabse muhn mod kar kya bataaun kidhar dil lagaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada yaad maike ki dil se bhulaaye chali preet saajan ki mann mein basaaye chali yaad kar ke ye ghar royi aankhen magar muskurana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada pehan ulfat ka gehna dulhan main bani dola aaya piya ka sakhi main chali ye tha jhootha nagar isliye chhod kar mohe jaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada
dhadke mera dil mujh ko jawaani raam kasam na bhaaye bachpan yaad aaye dhadke mera dil mujh ko jawaani raam kasam na bhaaye bachpan yaad aaye o ooo rumjhum rumjhum aayi hai aayi hai oo oooo oooo oooo ho oo saawan ki rut albeli baadal garje bijli chamke kaise rahun main akeli ho oo kaise rahun main akeli kaun sune baalam bin dil ki baat kahi na jaaye bachpan yaad aaye hoo ooo ek to thandi pawan chale pawan chale oo oooo oooooo ho oo aur dil khaaye hichkole dooje mundere kaaga bole sun ke mera man dole hoo oo sun ke mera man dole bal bal jaaun kaaga par jo pee ka sandesha laaye bachpan yaad aaye
duniyaa badal gayi meri duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi tukde huye jigar ke chhuri dil pe chal gayi duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi meri duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi aisi chali hawa ke khushi dukh mein dhal gayi duniyaa badal gayi dil khaak ho gaya ye kisi ko khabar nahin kisi ko khabar nahin dil khaak ho gaya ye kisi ko khabar nahin sab ye samjh rahe hain tamanna nikal gayi duniyaa badal gayi barbaad ho gaya meri umeed ka chaman umeed ka chaman barbaad ho gaya meri umeed ka chaman jiss daal par kiya tha basera wo jal gayi duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi meri duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi
husn waalon ko na dil do ye mitaa dete hain husn waalon ko na dil do ye mitaa dete hain zindagi bhar ke liye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain khoob karte hain ye beemar e muhabbat kaaaaaa ilaaz khoob karte hain ye beemar e muhabbat ka ilaaz dard bhadhta hi rahe dard bhadhta hi rahe aisi dawaa dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain haaye kuchh inki mohabbat ka bharosa hi nahin eeeee eeeeee haaye kuchh inki mohabbat ka bharosa hi nahin pehle dil lete hain phir pehle dil lete hain phir dil ko bhula dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain dil lagaaye naa zamaane mein hasinoooooo se koi dil lagaaye naa zamaane mein hasinon se koi log kehte hain ke ye log kehte hain ke ye mil ke dagaa dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain
jaadu bhare nainon mein jadu bhare jaadu bhare nainon mein dole jiya teri kasam dil hai tera deewaana dil hai tera dil hai tera deewaana bhole piya teri kasam main saawan main saawan aur tu ghataa teri meri preet hai teri meri preet hai jo dhun papeeha gaaye jo dhun papeeha gaaye wohi mera geet hai wohi mera geet hai maine tujhe dil deke maine tujhe maine tujhe dil deke jeet liya teri kasam dil hai tera deewaana bhole piya teri kasam haathon mein haath rahe haathon mein haath haathon mein haath rahe haathon mein haath rahe hoo oo oo ooo oo haath nahin chhodna haath nahin chhodna ooo oo oo oooo dekho ji yaad rahe dekho ji yaad rahe dekho ji yaad rahe hoo oo oooo waada nahin todna waada nahin todna koi nahin is dil mein koi nahin koi nahin is dil mein tere siwa teri kasam jaadu bhare nainon mein dole jiya teri kasam
khushi ke saath duniyaa mein hazaaron ghum bhi hote hain jahaan bajati hai shehnaayi wahaan maatam bhi hote hain mera jeevan saathi bichhad gaya lo khatam kahaani ho gayi lo khatam kahaani ho gayi mera jeevan saathi bichhad gaya lo khatam kahaani ho gayi lo khatam kahaani ho gayi kismat ne kiye wo dil pe sitam do chaahne waale mil naa sake kismat ne kiye wo dil pe sitam do chaahne waale mil naa sake kehne ko bahaar aayi thi magar do phool khushi ke khil na sake kehne ko bahaar aayi thi magar do phool khushi ke khil na sake armaanon kaa gulshan ujad gaya barbaad jawaani ho gayi lo khatam kahaani ho gayi dil deke yahaan sab haar gaye duniyaan mein kisi ki jeet kahaan dil deke yahaan sab haar gaye duniyaan mein kisi ki jeet kahaan honthon pe hain shikwe kismat ke wo pyaar bhare ab geet kahaan honthon pe hain shikwe kismat ke wo pyaar bhare ab geet kahaan jab khel hi dil kaa bigad gaya har baat puraani ho gayi lo khatam kahaani ho gayi
milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka
nadiya me utha hai shor chhayi hai ghata ghanghor jaana door hai haa hahaa haha hahaa aaaaaa nadi kinare saath humare shaam suhaani aayi chand ke rath par baith ke jhilmil chand ke rath par baith ke jhilmil raat ki raani aayi shaam suhaani aayi haa hahaa haha hahaa aaaaaa naye zamane naye taraane le ke jawaani aaayi sun sun jisko naach uthe dil sun sun jisko naach uthe dil aisi kahaani laayi shaam suhaani aayi nadiya me utha hai shor chhayi hai ghata ghanghor jaana door hai hooo ooo ooo dharti par aakash hai jab tak hooo ooo ooo ooo dil ka nagar aabaad rahega dhalta suraj dhoop sunehari aaj ka mausam yaad rahegaa aaj ka mausam yaad rahegaa rut ye rangeeli pyaar ki saajan rut ye rangeeli pyaar ki saajan ban ke nisaani aayi shaam suhaani aayi nadi kinare saath humare shaam suhaani aayi aa aaa aaaa aaaa aaaaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa
panchhi ban mein panchhi ban mein piya piya gaane laga panchhi ban mein sakhi haathon se haay sakhi haathon se sakhi haathon se dil mera jaane laga panchhi ban mein panchhi ban mein piya piya gaane laga panchhi ban mein sun paapi ki dhun sun paapi ki dhun sun paapi ki dhun mera dhadke hai jee ho mera dhadke hai jee mile naina kisi se huyi main banwari ho mile naina kisi se huyi main banwari maza jeene ka haay maza jeene ka maza jeene ka ab mujhe aane laga panchhi ban mein panchhi ban mein piya piya gaane laga panchhi ban mein gayi tan man main haar gayi tan man main haar gayi tan man main haar ladi aisi nazar ho ladi aisi nazar dil de ke rahi naa mujhe apni khabar ho dil de ke rahi naa mujhe apni khabar mera nanha sa haay mera nanha sa mera nanha sa jiya bal khane laga panchhi ban mein panchhi ban mein piya piya gaane laga panchhi ban mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chhod Baabul Ka Ghar Babul (1950) 03:15 12777
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Raag- 
Marwa
Duration : 03:15   Song Number : 12777   

Dhadke Mera Dil Babul (1950) 03:33 17959
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:33   Song Number : 17959   

Duniya Badal Gayi Babul (1950) 03:30 12781
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:30   Song Number : 12781   

Husn Waalon Ko Na Dil Babul (1950) 03:33 12782
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:33   Song Number : 12782   

Jaadu Bhare Nainon Babul (1950) 03:33 40462
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:33   Song Number : 40462   

Mera Jeevan Saathi Babul (1950) 03:22 12784
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:22   Song Number : 12784   

Milte Hi Ankhen Babul (1950) 03:04 12780
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:04   Song Number : 12780   

Nadi Kinare Babul (1950) 03:18 16205
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Munavvar Sultana
Duration : 03:18   Song Number : 16205   

Panchhi Ban Mein Piya Piya Gaane Laga Babul (1950) 03:04 38250
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:04   Song Number : 38250